Toota Dil Lyrics The Rap/Hip-Hop song Toota Dil is sung and composed by Harjas. Deep Kalsi have produced the music, while Harjas himself have written the Toota Dil song lyrics.
The music video of the song Toota Dil is directed by Director Grim, and it features Sonali Gupta and Harjas.
Toota hai dil tabhi leke phiru haathon mein Mere saare din beete teri raaton mein Kabhi yun hi aake mil barsaton mein Kyon tu ni dekhti jaana meri aankhon mein
Jab bhi aati hai tu dil tod jaati hai Mere liye mushkil chhod jaati hai Kuchh din tujhe yaad bhi aati hai Bas dil kuchh kehna na chaahti hai
Mere dil ke tu kar deti tukde Tujhse haseen dekhe kaafi mukhde Par dil mera maanta nahi hai jaana Tujhpe hi aake baar baar ruk rahe
Maagun maafi mujhe maaf kar jao na Sab bhula ke insaaf kar jao na Hazaron galtiyan kar baitha yaar tera Mauka deke dil saaf kar jao na
Toota hai dil tabhi leke phiru haathon mein Mere saare din beete teri raaton mein Kabhi yun hi aake mil barsaton mein Kyon tu ni dekhti jaana meri aankhon mein
Dil toota leke kahan kahan ghoomu main Sapnon mein mere gaal tere chumu main Tujhe pyar doon ya haal tera puchhu main Teri yaadon mein hi roz raat jhoomu main
Khud se tujhko main door kar jaunga Toote aashiq mashoor kar jaunga Tu kisi aur ki hoor ban jayegi Main karun vaada mud ke nahi aaunga
Dooriyan nibhani maine kabhi haarna nahi Yeh zidd teri meri baby pyar wali Mere dil pe nishana ab marna nahi Pahle hi aankhon se hai goli toone maar dali
Gum apne main kisko sunaunga Chup rah ke main tanha ho jaunga Kisi ko pata nahi chale kabhi dard mera Rote rote bhi main sabko hasaunga
Toota hai dil tabhi leke phiru haathon mein Mere saare din beete teri raaton mein Kabhi yun hi aake mil barsaton mein Kyon tu ni dekhti jaana meri aankhon mein