Dussehra Lyrics हिन्दी - Muhfaad / Kartavya
Below are lyrics to Dussehra by Muhfaad in English and Hindi.
Dussehra Song Details | |
---|---|
Song Title | Dussehra |
Singer(s) | Muhfaad |
Composer | Muhfaad |
Music Producer | Kartavya |
Lyricist | Muhfaad |
Song Release Date | February 22, 2020 |
Dussehra Lyrics
Aur badtmizi bardasht nahi karenge hum
Abhi adhoori kahani ae
Sar se upar paani ae
Paara to chadhega
Sabko hi chadhi jawaani ae
Ab aana to padega
Baate duniya ko batani hain
Log hi bata denge
Fir ke kaun nakli prani ae
Jo bola maine phone pe
Main baaton pe tikunga
Zindagi bhar hogi typing
Par screenshots nahi lunga
Duniya ke aage baat hogi sare-aam maat
Jeetunga shan se ya
Haar ke samman mein jhukunga
Kalamkaar wale weak ho rahe hain
Raftaar Kr$na antique ho rahe hain
Pehle studio mein band the jo gaane independent
Ho gaye azad kuchh zyada hi ab leak ho rahe hain
Rap khel hi woh jismein sabko banna ek number
Char launde signed rahenge Raftaar ke hi under
Duniya jeetna chahte par sach nahi batate
Pehle real to ban jao baad mein ban lena Sikandar
Kahlon
Kahan thi maryada jab baat ghar walon pe aayi
Kahan tha bhaichara jab bhadkaya harjai
Maryada ki woh baate saari jhoothi thi
Kehne ko nahi dil se mana tha tumhe bada bhai
Dilin Nair such a liar
Tabhi achcha lawyer
Par main pakka shayar
Chhod ke bhaage Lanka kayar
Raftaar jitni bhi ho chakke jaam
Main ’Ceat’ ka tyre
’I was born fire’ tabhi ’open fire’
Main ’irritating’ nahi hoon
Tum mein sun’ne ki shakti nai
Pyar mein jatane wali
Aadat mujhe jachti nahi
Sab mein hai bhagwan
Isi liye hoti mujhse bhakti nai
Meri kala mera taj
Mujhse tum bhi chhin sakte nai
Meri razaon ke aage tera khuda kya hai
Mujhse woh puchhta nahi hai teri raza kya hai
Mehnat mein to sirf zor lagta hai body ka
Dimaag se haraya inhe, puchhte ke wajah kya hai
Bewajah tum faltu mein ghuste ho
Sach hai bhai
Sabka sochne se better rap karo achcha bhai
Mauke bhi dilao sabko dhokhe bhi khao
Kyunki sabka bhai nahi hota
Kisi ek ka bhi sachha bhai
Zakhm tha gehra dil tha yeh keh raha
Niklega diwala aaj manega Dussehra
Zakhm tha gehra dil tha yeh keh raha
Niklega diwala aaj manega Dussehra
Zakhm tha gehra dil tha yeh keh raha
Niklega diwala aaj manega Dussehra
Zakhm tha gehra dil tha yeh keh raha
Niklega diwala aaj manega Dussehra
Harjas on a phone call
Abe Ankit mera dimag kha raha hai ki BC
Ek taraf ho ja ya Muhfaad se mil le
Ya hamare sath reh le
BC chutiyapanti
Phir bich mein keh raha ke agar tere ko aise hi
Tere ko bhi saap ban’na hai to
Chal ja ek kaam kar aur if you
If you matlab leave us then
You’re dead bro tera career khatam hai
Haan chutiyapanti BC
Zikra Harjas ka kiya tha pehle verses mein
Pichhe reh gaye mote bhai dimaag ki tum warjish mein
Isi beat pe tu diss kar raha tha na kalamkaar ko
Aur ab phat bhi rahi hogi Muhfaad tere verses mein
Gyan kam baato yahan saare hain gyani
Tumne sun’ni nai kisi ki bas apni hi sunani
Nirasha hai ki Badshah ki baat nahi samjhe
Banda banta tez par hai kudrat badi sayani
Hawabazi wali husky awaaz hai
Kuchh munh mein liya ya gale pe Ankit ka hath hai
Dhandhe wale zyada din dete nahi sath hain
Maa behan bich mein laa rahe hain
Jo kya saale anaath hai
Izzat maryada ki khidmat mein hath mat karo
Logon ko fuddu bana ke palta baat mat karo
Halka hath mat rakho sacchai mein hai taakat
Is’se behtar hai ki Muhfaad ko yaad mat karo
Likhayi ki rahegi sada beef open
Khaali hai ’coffin’ let jao sleep talking
Duniya ki sunn sunn ke ho gaya main behra
Har beat lage heaven main lyrically Beethoven
Gaane ban rahe ni par shyane saare ban rahe hain
Kalamkaar karma leke bhi yeh kaale kaam kar rahe hain
Izzat hai kamai bhai khauf to hai laazmi
Camera ke pichhe yeh khud saare kaam kar rahe hain
Gaano mein feminist yeh asliyat se door hain
Parivar to banaya par shikhaya nai usool hai
Gaali maa behno ko pade ’share’ karte yeh zaroor hain
Yeh respect women bol ke shayad khud gaye bhool hain
DNH matlab daaru and hash
Doosron ke dream aur hustle pe attack
Khud kare nashe yeh mana kare dusron ko
Kahan se hain real yeh kahan gaye facts
Likh likh ke hai badli maine hathon ki laqeerein
Hakk ki hai ladai ladni hoti hai sabhi ne
Yeh karma hai jo pad gaya ulta inke seene
Meri maa ke aansu jhoothe hain to sahi kiya Honey ne
Zakhm tha gehra dil tha yeh keh raha
Niklega diwala aaj manega Dussehra
Zakhm tha gehra dil tha yeh keh raha
Niklega diwala aaj manega Dussehra
Zakhm tha gehra dil tha yeh keh raha
Niklega diwala aaj manega Dussehra
Zakhm tha gehra dil tha yeh keh raha
Niklega diwala aaj manega Dussehra
Uthi chingari seene mein to aach ban gaye
Mere hathiyar yeh kalam aur saaz ban gaye
Janme to hum bhi aam insaan hi the
Insaniyat samajh li to maharaj ban gaye
Dussehra Lyrics in Hindi
अभी अधूरी कहानी है