Khaab Lyrics The Hindi song Khaab (खाब) is sung by Anshul Seth. Vibhas have composed, and produced the music of the song, while Sonu Saggu have written the Khaab song lyrics.
The music video of the song Khaab is directed by Rahul Dutta.
Below are lyrics of Khaab by Anshul Seth.
Khaab Song Details
Song Title
Khaab
Singer(s)
Anshul Seth
Composer
Vibhas
Music Producer
Vibhas
Lyricist
Sonu Saggu
Music Label
Beat2track
Director
Rahul Dutta
Song Release Date
16 Feb, 2021
Khaab Lyrics
Kabhi kabhi hum sab khuli aankhon se khaab dekhte hain Chaliye main aapko apne khwab mein le chalu
Tu hai raat main khaab si hoon Tu ghazal sa main saaz si hoon Tere mann ki awaaz main hoon Teri rooh ki awaaz bhi hoon
Tu hai raasta main safar sa Main tere saath hi mein chalu
Har subah shaam ab tere naam ho Jismein tujhe dekha karu Tu mera aasmaan tu meri zameen hai Tu mil jaaye kyun tu milta nahi hai Tu mera aasmaan tu meri zameen hai
Dehleez pe teri baithi rahu Socha tujhe hi karu Mannat jo maagun khuda se kabhi Manga tujhe hi karu
Ab teri raah se Door jaana mumkin nahi Tu lehar hai main reit si hoon Tere saath behti chalugi Tu hai chaand main chandni hoon Rahe jabtak tu main rahugi
Teri aankhon ke aashiyan mein kahin Ghar ho tera mera Jahan tu rahe main rahugi wahin Maanungi kehna tera
Sath leke khushi aaungi teri gali Tu haseen main mehmaan si hoon Bas teri pehchan si hoon Tere dil ka armaan si hoon Bas khud se anjaan si hoon
Tu hai raasta main safar sa Main tere saath hi mein chalu Har subah shaam ab tere naam ho Jismein tujhe dekha karu
Tu mera aasmaan tu meri zameen hai Tu mil jaaye kyun tu milta nahi hai Tu mera aasmaan tu meri zameen hai
Woh lagta hai ek khoobsurat khaab sa Jaane kis mod pe tasavvur hoga