Astaghfirullah Lyrics The Rap/Hip-Hop song Astaghfirullah is sung & composed by MC Stan. Gum$ have produced the music, while MC Stan himself have written the Astaghfirullah song lyrics.
The music video of the song Astaghfirullah is directed by Vaibhav Patil.
Below are lyrics of Astaghfirullah by MC Stan.
Astaghfirullah Song Details
Song Title
Astaghfirullah
Singer(s)
MC Stan
Composer
MC Stan
Music Producer
Gum$
Lyricist
MC Stan
Director
Vaibhav Patil
Song Release Date
31 Dec 2019
Astaghfirullah Lyrics
Aye sun na maa Vo tasveer kidhar rakheli hai re
Are change nahi re maa Vo tasveer nahi kya Are re...
Tauba tauba Astaghfirullah Main Allah se mangta maafi (Maafi) Tauba tauba Astaghfirullah Main Allah se mangta maafi (Maafi) Tauba tauba Astaghfirullah Main Allah se mangta maafi (Maafi) Tauba tauba Astaghfirullah Main Allah se mangata maafi
Maa ko rulaya maine kaafi Maa ko rulaya maine kaafi (Kaafi) Maa ko rulaya maine kaafi Maa ko rulaya maine kaafi (Kaafi)
Us baat ki mang raha main maafi Us baat ki mang raha main maafi (Maafi) Us baat ki mang raha main maafi Us baat ki mang raha main...
Haah! Daaru piya maine aaj soch ke Thodi to abhi nikelenge feelings Mere manager ko bola maine Kabhi tak dekhu main Worli ka sadela ceiling
Maar daalo meko meri mar gayele feelings Nashe ke bina meko aa rahi nahi feeling Main jhooth bolna chahta par Sach nikal jaata mera har ek part Yahan pe sach bolna chahta mein
Haq se main gareeb Haq se main ganjedi Haq se main chhapri Uska reason tha basti Main basti ka hasti Par basti ke bache leke Free mein thi masti Main jinda hu abhi meko kabhi kabhii Masjid mein entry nahi milti Meko feel hota guilty Lekin ek reason se milti bade baal silky Matlab huzur ki zulfe teko samjhega nahin
Tauba tauba Astaghfirullah Main Allah se mangata maafi (Na na na) Tauba tauba Astaghfirullah Main Allah se mangata maafi (Kyun, nahi) Tauba tauba Astaghfirullah Main Allah se mangata maafi (Maaf karo saaf karo) Tauba tauba Astaghfirullah Main Allah se mangata maafi (Chumma ti chumma)
Maa ko rulaya maine kaafi Maa ko rulaya maine kaafi (Kyun, kaafi) Maa ko rulaya maine kaafi Maa ko rulaya maine kaafi (Shoutout to my hommie)
Us baat ki mang raha main maafi Us baat ki mang raha main maafi Us baat ki mang raha main maafi Us baat ki mang raha main...
Haah! Anxiety hone lagi merko Har ek din har ek scene Har ek min har ek meme Merko yaad aara Mera baap jaane ka 4-12 Dhakke se lagke maa baap pe chhar khara Aaj meko samjha main kya kara kyun kara Hatke unse door kara Majburi me cool bana, dude bana Tabhi jake mere ghar pe do time ka food bana
Cute bana, shaikhana Saaf saaf likhela Quran mein sab mana Jeena bhot gunah bhot suna Shaitan mera dost bana Main kya karu, care karu, pair padu Phone off karu Ya phir main cheer girls ki tarah cheer karu Aaj maru, kal maru Farak nahi padta kisiko fir bhi main..
Tauba tauba Astaghfirullah Main Allah se mangata maafi Tauba tauba Astaghfirullah Main Allah se mangata maafi (Bas yaad rakh mere ko) Tauba tauba Astaghfirullah Main Allah se mangata maafi (Hi bye chal) Tauba tauba Astaghfirullah Main Allah se mangata maafi
Maa ko rulaya maine kaafi Maa ko rulaya maine kaafi (Kaafi, kaafi) Tauba tauba Astaghfirullah Main Allah se mangata maafi (Ro ro ke thak gaya)
Us baat ki mang raha main maafi Us baat ki mang raha main maafi Us baat ki mang raha main maafi Us baat ki mang raha main...
Haah! Main banela haq se Tu banela luck se Upar wala kyun har time humko bakshe Ramzan ke mahine me apan bache log mast the Haste, faste, tum bhul gayele raste Imaan ko bechke, jaa namaz Jamaz pe baithele Shaitan aaj taaj mere sir pe pareshan Har ek firke meko lekar Unko malum kabhii change nahi hone wala main Sach pasand to haj pasand kar Jitne bhi baate boli hazam kar Baat ko, raat ko, lagta to baap ko puch Mere shayad se tuch Nahi mangta meko kuch
Bas mangra main maafi Apna dil saaf karo, maaf karo Aur agar ho sake to meko Dua mein tum yaad karo Khuda Hafiz